Aag

From SikhiWiki
Revision as of 03:59, 8 September 2007 by Sarbjeet 1313me (talk | contribs) (New page: A poem on communal riots AAG Astha binn hai shayad isliy jalta hua taayr dala ja chuka hai us aadmi ke gale mein aag ki uthi lapto se kapde jale sharir jala aatma bhi to jal...)
(diff) ← Older revision | Latest revision (diff) | Newer revision → (diff)
Jump to navigationJump to search

A poem on communal riots

            AAG

Astha binn hai shayad isliy jalta hua taayr dala ja chuka hai us aadmi ke gale mein aag ki uthi lapto se kapde jale sharir jala aatma bhi to jali. Jalte hue maas ki sarandh ne poocha preshn kon sa hai mera dharam kisne jalaya kisko jalaya kyon jalaya akhir koun sa dharam jala kiska bhagbaan jala jisko tha jalana bo to jal na saki jali to insaniyt aur insaan ki mansikta.

A poem by Er.Sarbjeet Singh

Kashmir Times,Jammu. 9 May 1999

user:sarbjeet_1313me