Aag: Difference between revisions

From SikhiWiki
Jump to navigationJump to search
m (New page: A poem on communal riots AAG Astha binn hai shayad isliy jalta hua taayr dala ja chuka hai us aadmi ke gale mein aag ki uthi lapto se kapde jale sharir jala aatma bhi to jal...)
 
mNo edit summary
Line 3: Line 3:


Astha binn hai
Astha binn hai
shayad isliy
shayad isliy
jalta hua taayr
jalta hua taayr
dala ja chuka hai
dala ja chuka hai
us aadmi ke
us aadmi ke
gale mein
gale mein
aag ki
aag ki
uthi lapto se
uthi lapto se
kapde jale
kapde jale
sharir jala
sharir jala
aatma bhi
aatma bhi
to jali.
to jali.
Jalte hue
Jalte hue
maas ki sarandh
maas ki sarandh
ne poocha preshn
ne poocha preshn
kon sa  
kon sa  
hai mera dharam
hai mera dharam
kisne jalaya
kisne jalaya
kisko jalaya
kisko jalaya
kyon jalaya
kyon jalaya
akhir koun sa  
akhir koun sa  
dharam jala
dharam jala
kiska bhagbaan jala
kiska bhagbaan jala
jisko tha jalana
jisko tha jalana
bo to
bo to
jal na saki
jal na saki
jali to  
jali to  
insaniyt
insaniyt
aur insaan  
aur insaan  
ki mansikta.
ki mansikta.


A poem by  
A poem by  

Revision as of 04:02, 8 September 2007

A poem on communal riots

            AAG

Astha binn hai

shayad isliy

jalta hua taayr

dala ja chuka hai

us aadmi ke

gale mein

aag ki

uthi lapto se

kapde jale

sharir jala

aatma bhi

to jali.

Jalte hue

maas ki sarandh

ne poocha preshn

kon sa

hai mera dharam

kisne jalaya

kisko jalaya

kyon jalaya

akhir koun sa

dharam jala

kiska bhagbaan jala

jisko tha jalana

bo to

jal na saki

jali to

insaniyt

aur insaan

ki mansikta.


A poem by Er.Sarbjeet Singh

Kashmir Times,Jammu. 9 May 1999

user:sarbjeet_1313me