Asahay

From SikhiWiki
Jump to navigationJump to search

A poem on Girlchild Foeticide which is forbidden in Sikhism

Asahay

Sansar mein aane se pehle,

Gont di gai hai meri aatma.


Nonch kar mita dala gya hai mere sharir ko.

Mujhko bhi dekhna tha is krurta se bhare sansar ko.

Mujhko bhi milna tha is kyarata se bhere logn se.

Parntu nareh huin, nirapradh huin aur sabse badi baat 'Asahay' huin.

Lahu se bhara maas ka tukra huin.

Mere seene mein bhi dharkata hai chota sa dil.

Parantu kabil nahi huin mein is sansar mein parvisht hone ke liye,

kyonki mein ik ladki huin.

References

  1. A poem by Er.Sarbjeet Singh
  2. Published In Kashmir Times, Jammu 7 Feb 1999


Article by user: sarbjeet_1313me